Mohabbat Jeet Hoti Hay Magar Ye Haar Jati Hai


Magar Yeh Haar Jati

کبھی دلسوز لمحوں سے
کبھی بیکار رسموں سے
کبھی تقدیر والوں سے
کبھی مجبور قسموں سے

کبھی یہ پھول جیسی ھے
کبھی یہ دُھول جیسی ھے
کبھی یہ چاند جیسی ھے
کبھی یہ دُھوپ جیسی ھے

کبھی مسرور کرتی ھے
کبھی یہ روگ دیتی ھے
کسی کا چین بنتی ھے
کسی کو رول دیتی ھے

کبھی لے پار جاتی ھے
کبھی یہ مار جاتی ھے
محبت جیت ہوتی ھے'
مگر یہ ہار جاتی ھے

Kabhi Dil Soz Lamhon Se
Kabhi Bekaar Rasmoon Se
Kabhi Taqdeer Walon Se
Kabhi Majboor Kasmon Se


Kabhi Ye Phool Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhool Jaisi Hai
Kabhi Ye Chaand Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhoop Jaisi Hai

Kabhi Masroor Karti Hai
Kabhi Ye Rog Daiti Hai
Kisi Ka Chain Banti Hai
Kisi Ko Rol Daiti Hai

Kabhi Le Paar Jati Hai
Kabhi Ye Maar Jati Hai
Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Haar Jati Hai….


Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post  & Share It


 


Comments