Hum Karen Baat Dalilon Se Tou Radd Hoti Hai...

Usk Honton Ki Khamoshi

ہم کریں بات دلیلوں سے تو رد ہوتی ہے
اس کے ہونٹوں کی خموشی بھی سند ہوتی ہے

سانس لیتے ہوئے انساں بھی ہے لاشوں کی طرح
اب دھڑکتے ہوئے دل کی بھی لحد ہوتی ہے

اپنی آواز کے پتھر بھی نہ اس تک پہنچے
اس کی آنکھوں کے اشارے میں بھی زد ہوتی ہے

جس کی گردن میں ہے پھندا وہی انسان بڑا
سولیوں سے یہاں پیمائش قد ہوتی ہے

شعبدہ گر بھی پہنتے ہے خطیبوں کا لباس
بولتا جہل ہے بدنام خرد ہوتی ہے

کچھ نہ کہنے سے بھی چھن جاتا ہے اعزاز سخن
....ظلم سہنے سے بھی ظالم کی مدد ہوتی ہے


Hum Karen Baat Dalilon Se Tou Radd Hoti Hai
Usk Honton Ki Khamoshi Bhi Sanad Hoti Hai

Saans Lete Huey Insaan Bhi Hein Lashon Ki Tarha
Ab Dharaktey Huey Dil Ki Bhi Lahad Hoti Hai

Apni Awaaz K Pather Bhi Na Un Tak Ponhchay
Uski Aankhon K Isharay Mein Bhi Zad Hoti Hai

Jiski Gardan Mein Hai Phanda Wohi Insaan Bada
Sooliyon Se Yahan Paidaish-e-Qad Hoti Hai

Shuabda Gar Bhi Pehantay Hein Khateebon K Libaas
Bolta Jahan Hai Badnaam Khurad Hoti Hai

Kuch Na Kehne Se Bhi Chin Jata Hai Aijaz-e-Sukhan
Zulm Sehne Se Bhi Zaalim Ki Madad Hoti Hai………


Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post  & Share It

Comments