Halaat K Pinjro’n Mein Giraftaar Musalsal... ...

Baizaar Musalsal


    حالات کے پنجروں میں گرفتار مسلسل
    جی اپنا رہا خود سے بھی بیزار مسلسل

   اس شہر میں جب جب بھی کوئی جرم ہوا ہے
    ہم لوگ ہی ٹھرے ہیں سزاوار مسلسل

اظہار میں ہم نے تو کوئی فرق نہ چھوڑا
اس طرف سے ہوتا رہا انکار مسلسل

   اے عمر بتا پھر بھی تجھے کیسے گزاریں
    .. ...خدشات سے رہتے ہوے دوچار مسلسل

Halaat K Pinjro’n Mein Giraftaar Musalsal
Jee Apna Raha Khud Se Bhi Baizaar Musalsal

Is Sheher Mein Jab Jab Bhi Koi Jurm Hua Hai
Hum Log He Thehray Hein Sazawaar Musalsal

Izhar Mein Hum Ne Tou Koi Farq Na Chhorra
Us Taraf Say Hota Raha Inkaar Musalsal

Ay Umar Bata Phir Bhi Tujhe Kaise Guzarein
Khadshaat Say Rehtay Huey DoChaar Musalsal... ..

Please Do Click +1 Button If You Liked The Post  Then Share It

Comments