Laakh Pinjray Ki Shab-o-Roz Hifazat Kartay ... ...

Panchi urr Jatay

لاکھ پنجرے کی شب و روز حفاظت کرتے
پنچھی اڑ جاتے اگر ہم نہ محبت کرتے

قافلے راہ میں قدموں کے نشاں چھوڑ گئے
کاش خوشبو کی طرح درد بھی ہجرت کرتے

وہ جو جذبات کی حرمت سے ہی ناواقف ہیں
کیسے ممکن تھا کہ وہ پیار کی عزت کرتے

مل بھی سکتی تھی ہمیں اسکی رفاقت لیکن
... ..ہم بھرے شہر میں کس کس سے عداوت کرتے


Laakh Pinjray Ki Shab-o-Roz Hifazat Kartay
Panchhi Urr Jatay Agar Hum Na Muhabbat Kartay

Qaaflay Raah Mein Qadmo'n K Nishaa'n Chhorr Gaey
Kaash Khusbhu Ki Tarah Dard Bhi Hijrat Kartay

Woh Jo Jazbaat Ki Hurrmat Say He Na'Waqif  Hein
Kaisey Mumkin Tha K Woh Piyar Ki Izzat Kartay

Mill Bhi Sakti Thi Hamein Us Ki Rafaqat Lekin
Hum Bharay Shehar Mein Kis Kis Say Adavat Kartay... ..


Please Do Click +1 Button If You Liked The Post  Then Share It

Comments